hari naam sumir hari naam sumir
hari naam sumira sukh dhaam
jagat me.n jiivan do din kaa .
jagat me.n jiivan do din kaa ..
su.ndar kaayaa dekh lubhaayaa laa.D kare tan kaa .
chhuuTaa saa.Ns vigat bhayii dehii jyo.n maalaa manakaa ..
paap kapaT kar maayaa jo.Dii garv kare dhan kaa .
sabhii chho.D kar chalaa musaaphir vaas huaa van kaa ..
brahmaanand bhajan kar ba.nde naath nira.njan kaa .
jagat me.n jiivan do din kaa ..
back to List
|